Namaz Ki Niyat Asy Ki Jati Ha:نماز کی نیت کا طریقہ۔
Namaz perna se
pehla namaz ki niyat karna zaroore ha . jo be namaz karni ho is ki niyat
zaroor kareen . chahe niyat dil main kareen ya apni zaban se alfaz ada
kar k kareen . for example main fajir ki namaz 2 rakat faraz ada karta
ho . yeah ake choti se example ha . niyat kisi be zaban main ki ja sakte
ha yeah zaroore nahi ha k app arabic main niyat kareen ya kohi
difficult zaban main apko jo be zaban ate ho app us main niyat kar sakte
ha
Fajir ki namaz ki niyat Agar Imam K Pechay Perh Rahay Han
Agar fajir ki namaz imam k picha par rahe ha to niyat is tarah ho gee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k picha is imam k rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k picha is imam k rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Fajir ki namaz ki niyat Agar Akelay Perh Rahay Han Tu
Agar imam k picha namaz nahi par rahe or akela main par rahe ha to is tarah niyat kareen ga
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Agar 2 rakat sunnat ada kar rahe ha to is ki yeah niyat hogee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz sunnat fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar>Ise tarah baki namazon ki niyat kar sakte ha jo ka bohat assan ha
Dua main yaad rakheya ga
No comments:
Post a Comment
We do receive a lot of comments each day and those comments are moderated by the human being not automated robots. So, Please avoid doing spam and posting links in comments otherwise comment will not be published. We can't tolerate anymore. Thanks for understanding!